Gham-e-Duran Ne Bhi Sekhey Gham-e-Jana Ke Chaln

Gham-e-Duran Ne Bhi Sekhey Gham-e-Jana Ke Chaln,
Wohi Sochi Hue Chalein Wohi Besa Khtapan

Wohi Iqrar Mein Inkaar Ke Lakhoon Pehalu
Wohi Honton Pe Tabasum Wohi Abaru Pe Shikan

Kis Ko Dekha Hai k Pindar-e-Nazar ke Bavasaf
Ek Lamhe ke Liye Ruk Gai Dill Ki Dharkan

Kaun Si Fasil Mein is Bar Mile Hein Tujh Se
Hum Ko Parvah-e-Gireban Hey Na Fikhr-e-Daman

Ab to Chubhati Hai Hawa Barf ke Maidano Ki
Un Dino Jism ke Ehasas se Jalata tha Bada

Post a Comment

0 Comments